KrishnaTube.com
  •  Home
  •  Videos
  •  Categories
  • Channels
  • Playlists
     
    The Man

    YouTube commenter

    The Man

    @the.man51
    comment 2 group 3
    • ISKCON Ritvik Debate San Diego - early 1990s
      ISKCON Ritvik Debate San Diego - early 1990s
      Reply 1 year ago
      Replying to SanKirtan-Yagya
      भगवान कृष्ण का मत 'RITVIK' को लेकर

      श्रीमद्भगवद्गीता यथारूप, श्लोक - 4.2

      एवम परम्परा-प्राप्तम

      इमाम राजरसयो विदुः l

      इस प्रकार यह परम विज्ञान गुरु-परम्परा द्वारा प्राप्त किया गया और राजर्षियों ने इसी विधि से इसे समझा l

      इसलिए

      ISKCON is very very authentic(प्रामाणिक) 👈👍

      I respect & love Both ISKCON & RITVIK, but I follow ISKCON because Krishn says that this most secret knowledge can be received only by Guru-Parampara.

      In many Lectures, Prabhupada says that become GURU and preach this Krishn Consciousness all over the world.
      ​@PankajJangid-iw2bh

      Sabse pehele ye samajhna chahiye hame ki ek sadhu kabhi bhi khudko mahaan nahi samjhta aise hi tamaal krsna goswami maharaj aur srila Prabhupada ke baki shishya bhi hai isliye tamal krsna goswami maharaj ne ye question kra agar unko politics hi krni hoti jaisa ritviks kehte hai toh vo sawaal kabhi krte hi kyu???



      Srila Prabhupada ne hamesha baat shaashtro se boli hai vo iss conversation mai bhi shaashtro se hi bata rahe hai ki jo krsna consciousness mai perfect hai vo guru hai aur aisa keh ke ki koi bhi perfect hai srila Prabhupada ka shishya tum srila Prabhupada ka apmaan kr rahe ho ek sacche sadhu mahabhagwat ke sath rehene pe koi kaise nahi ban sakta perfect?? Srila Prabhupada ne multiple times apne shishyo ko agla guru banne ke liye kaha hai disciples banane ke liye kaha hai unka har ek order final order hai jaise sriman mahaprabhu ka har ek order final order hai

      Srila Prabhupada 7th july 1977 ki conversation mai srila tamal krsna goswami maharaj ko kehte hai

      "Prabhupāda: So without waiting for me, wherever you consider it is right... That will depend on discretion."

      Itna bharosa krte hai srila Prabhupada srila tamal krsna goswami maharaj pe agar vo perfect na hote toh srila Prabhupada kabhi aisa na kehte srila Prabhupada bhi jaante hai ki tamal krsna goswami maharaj aur unke baki shishya sab ke sab perfect hai aur guru banne ke layak hai

      Srila Prabhupada ne kabhi bina shaashtra pramaan ke kuch kaha hai?? Tum dikha do mahaprabhu ne kaha pr keh diya ritvik system ke baare mai? Srila Prabhupada ne kabhi shad goswamiyo ki teachings se kuch alag nahi kaha toh tum dikha do kaha shad goswamiyo ne iss baat ka pramaan diya hai ritvik initiation ho sakti hai ya nahi

      Srila Prabhupada ki disrespect mtt kro itne mahaan acharya hai ekbaar khule dimag se socho
    • ISKCON Ritvik Debate San Diego - early 1990s
      ISKCON Ritvik Debate San Diego - early 1990s
      Reply 1 year ago
      Replying to SanKirtan-Yagya
      भगवान कृष्ण का मत 'RITVIK' को लेकर

      श्रीमद्भगवद्गीता यथारूप, श्लोक - 4.2

      एवम परम्परा-प्राप्तम

      इमाम राजरसयो विदुः l

      इस प्रकार यह परम विज्ञान गुरु-परम्परा द्वारा प्राप्त किया गया और राजर्षियों ने इसी विधि से इसे समझा l

      इसलिए

      ISKCON is very very authentic(प्रामाणिक) 👈👍

      I respect & love Both ISKCON & RITVIK, but I follow ISKCON because Krishn says that this most secret knowledge can be received only by Guru-Parampara.

      In many Lectures, Prabhupada says that become GURU and preach this Krishn Consciousness all over the world.
      ​@AyushiShah-b9w srila Prabhupada ne toh bohot baar ye bhi kaha hai ki unke shishya aur shishya banaye unhone toh ye bhi kaha hai ki guru ko physically present hona chahiye haan srila Prabhupada hamesha hai pr as the prominent siksha guru

      Srila Prabhupada khud chahte hai ki unke shishya diksha guru bane aur iss parampara ko aage badhaaye aur unke shishya aisa hi kr rahe hai
    © 2026 KrishnaTube.com

    Login

    Share videos, music and pictures, follow friends and keep track of what you enjoy!
    Login with Facebook
    Login with Google Plus
    Forgot password?

    Still no account? Please go to Sign up

    Forgotten password

    Create an account

    Login with Facebook
    Login with Google Plus