Rathayatra Festival

2.8K views 18 years ago

  • Holy Places
  • Watch this & You will never take birth again !!! YES.

    BAHURA YATRA Mahalakshmi comes to the palace to welcome the Mahaprabhu. In this way, Gajapati Maharaj has a main role. Lakhs of devotees are seeing the Lord in the golden attire or in the king's attire. Rathe tu vamanam drishta punar janma na labhyate. इसका अर्थ ही यह है कि प्रभु के इस वेश को दर्शन करने के पश्चात आदमी को दुबारा जन्म लेना नहीं पड़ता। शायद इसी लिए भक्तों का रेला मानो थमता ही नहीं। Mahaprabhu ki yeh vishes prakriya hai prasad ki, jise adharpana kehte hain.

    Rath par prabhu ke sathsath, rath ke neechay, kayi atrupta aapmaye bhi gayi hoti hain. Mahaprabhu ke adhar, arthat kotho par legay prasad ki mathko ko, unhi atrupta aapmaon After a long period of time, the Mahaprabhu will again sit on the throne of the chariot. After the Pohandi Bija for the Shri Mandir, Mahalakshmi is coming to the Bhetmandak. Everyone has come inside, but why hasn't the Mahaprabhu come?

    After seeing Mahalakshmi in the Bhetmandak, Prabhu, rath se nikal kar, pehle chaar maal par, phir pahandi se, singh dwar tak aate hain. Mahalakshmi ji ke aadesh par, singh dwar bandh hota hai. Parantu, jagat ke naath ko bhala, kaun rok sakta hai. Singh dwar khulta hai, Prabhu, Shri Mandir ke bheeter, pravesh karte hain.

    Parantu, antapur ka dwar, yaani, jai vijay dwar, phir bhi bandh hai. Phir Prabhu Jagannath aur Devi Mahalakshmi ji me takrar hoti hai. Aur Devi ka maan bhanjan karne ke liye Prabhu unhe rasgulla khilate hai. Aur phir jaakar Ratna Singh Hasan par birajte hai.

    0 Comments